Channel information
Network Name:DALnet
Channel Name:#Burewala
Last users:1
Last updated:2024-03-29 07:46:05
Current topic:
ous na kaha,mujhay pata hay,tumhari aankhain abar alood hain,main tumhen aur rulaon gi,tum khofzada insaan ho main tumhen aur daraoun gi,tum zakhmi ho main tumhain aur ziada charkay lagaoun gi,ous nay kaha mujh say jo jo kucch ho saka main karoon gi kiun keh main jaanti hoon"TUM MUJH SAY MOHABBAT KARTAY HO

Usage graphs
Day | Week | Month | Year
Topic history
2015-11-05 - 2024-03-29
ous na kaha,mujhay pata hay,tumhari aankhain abar alood hain,main tumhen aur rulaon gi,tum khofzada insaan ho main tumhen aur daraoun gi,tum zakhmi ho main tumhain aur ziada charkay lagaoun gi,ous nay kaha mujh say jo jo kucch ho saka main karoon gi kiun keh main jaanti hoon"TUM MUJH SAY MOHABBAT KARTAY HO
2018-05-09 - 2022-06-20
2015-10-25 - 2015-11-05
Dukh!Tujh say bicchar janay ka ghum,aisa tou koi ghum nahi,jis ko,dunia ki tasveer mita day,tera aakhir youn chalay jana,aur kabhi lout kay nah ana,hijar ka aisa dukh hay sahab,jis ko ronay beth raho tou,lambi umar bhi nakaafi hay..
2015-09-19 - 2015-10-25
Rag rag main zehar phela howa tishnagi ka tha,sehra ki dhoop thi keh safar zindagi ka tha,tareekion ki tehh main utarta chala gia,kucch es qadar dasa howa dil roshni ka tha,honay k bawajod hum ous bazm main nah thay,ehsaas agar tha koi apni kami ka tha
2015-01-08 - 2015-09-19
session start:www.burewala-dal.net Guest Book comments 2004-06-17 <samavia>smile_with_tears (JEEJOO) mujhey samajh naii lagii key aakhir apkou dukh kiss baat ka zyada hay merey MODEL honey kaa yah Saahira key BACHI houney ka samjhaaya hay na apkou key sar par jou 4 baal reh gaye hayn un kou urrwanay ki t
2014-12-22 - 2015-01-08
session start:www.burewala-dal.net Guest Book comments 2004-11-09 <faraz> ye sare cheezain made in Samavia hi kyun hooti hain <samavia>L0L faraz chilley huway murghey zara yeh tou bataou Samavia tum kou koyee kaarkhaana nazar aatee hay jahan kuch ban sakay? "made in Samavia" nai "Made by Samavia"